pratilipi-logo प्रतिलिपि
हिन्दी

नई सोच

5
12

बहुत समय पहले एक कहानी पढ़ी थी ,,, मुझे नहीं पता वह किसने लिखी थी , आज Mr akash की पोस्ट पर  कमेंट करते हुए दिल में खयाल आया कि इस पर लिखा जाए । इसलिए वह कहानी मैं यहां लिख रही हूं । बात बहुत पुराने ...

अभी पढ़ें
लेखक के बारे में
author
Anamika

चाह कर भी अगर सुकून न मिले कही पर ...❤️🌻 मस्त हो कर खुद में ही ,,, खो जाया करो 🌹

समीक्षा
  • author
    आपकी रेटिंग

  • कुल टिप्पणी
  • author
    MR AAKASH
    13 अप्रैल 2025
    Hat's off 🫡🫡 bhut sahi kaha h aapne 👏💐 💫Aapki baton se puri tarah agree krta hu mai . Samaj ne pata nhi kitne sal pehle koi ek kuruti ko introduce Kiya tha toh iska ye mtlb nhi ki aaj bhi hm usey follow karenge . Ye 2025 h or aaj k zamane main hmey agar ek acchi zindagi jina h toh aaj k hisab se chalna hoga . 💫Bilkul sahi kaha h aapne Dahej ye ek crime bhi h but in real log phir bhi isska palan ek pratha k name par kiye ja rahe h . Duniya main ho rahi tamam ghatnaon se maine ek chiz sikhi h ki agar shadi ki shuruaat hi len den se ho phir shadishuda zindagi bhi ek business bante huye der nhi lgta . 💫Ladke Wale le toh dahej 💫or Ladki Wale le toh alimony . 💫Rahi baat show off ki toh ye pata nhi kyun but Asian countries main bhut zyada h . Hamare liye izzat h shadi but hm bhul jate h ki isi izzat ko paiso se nhi rishte se nibhana chahiye. agar shadi k baad dono khush na rah paye phir izzat ki dhajjiya ud jati h rato rat . 💫Still mai bhut positive insan hu log kafi jagruk ho rahe h . Maine abhi recently dekha ki ek couple ne shadi k time tree plantation ka program kiya bhut accha laga mujhe . iss tarah k social association se hi hm ek dusre ko accha message de sakte h . bhut accha likha h ma'am aapne 👏💐 & Mera name mention karne k liye bhut bhut thanks 🤠💐
  • author
    13 अप्रैल 2025
    wahh bahut achi baat likhi hai apne ye Samaj me bahut sare manyata manaya jata hai log aajkal log andhvishwas or dhikhwave me jyada ji rahe hai sabse jyada show off kar rahe ki hamara padosi hamse chota hokar hamse juada kharch kiya hai to ham uske dugune kharach karnge yahi soch rakhne ke ye dikhawa pan khabhi khatam na huaa apne sahi kaha dahej ke bare me ladke wale dahej leke ki partha ke bare me ye pata nahi kab ksatam hoga iske chakar me kitne ladkiyo ki jindgiya barbad ho jati hai kai sare sadiya tut jati hai ,, ak pita ka kai salo ka mehnat barbad ho jata hai jab dahej ke chakar me uski beti ki acha rista nahi mil pata hai tab ye bhi apne sahi kaha ki log diwakhawa karne se jyada un paise ka ache chijo me invest kare to age ke life me kam ayega ,,un paise se vo chije kharide jisase age chalakar vo paisa apke pass aa jaye ye sadiyo me ya aajkal birthday party ,, celebration,,or bhi kai sare chije hai jinme log bekam ka piasa barbad karte hai ,,chahe gher me kuch ho ya na ho bahari or dikhawe ki duniya me sabse age niklna hai 😒😒
  • author
    Payal...
    13 अप्रैल 2025
    😂😂😂gadho ke dwara rasta nhi bnaya gya bs gadhe mante ja rhe h baaki dahej ko lekr jo aap ne kha ye dahej beti ki sahuliyat dekhte dekhte kb pure pariwar ke liye vish bnta gya or isme beti bhi khud bhi aa gyi smjh nhi aaya samaj ko or bs dikhawe me ji ja rhi jindgi ke karan jo log krte ja rhe isika parinam h ki 60percent se jyada log loan or emi me fanse h shadi ke liye karj liye ja rhe h thik h pr shadi me fijulkhrchi ke liye liye ja rhe ye thik nhi log emi pe mobile phone le rhe home loan car loan or ye sb kyu standard match krne ke liye or isme saath kaun de rhi ye companies jo saste emi ka lalach dekr ye sb krwati jati well jise jaisi lge jindgi vhi unhe jina chahiye baaki debt free life is the best life bahot accha likha h aapne👏👏👏👏 keep writing 👍👍👍👍